Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
Hasti hai dosti rulata hai pyar
Milti hai dosti bicharta hai pyar
Phir na jane log kyon karte hain pyar?
Har kisi say zyada, bus khuda se kum
Humein itni mohabbat hai tumse sanam
Ab chaahay parain ishq main jitnay sitam
Tumhain paana hai chaahey jitnay ho gham
Labon nay na bola per is jahan ki kasam
Agar hota jayaz, pujtey tum ko hum....
Na khuda dil banata, na kisi se pyar hota
Na kisi ki yaad aati, na kisi ka intzaar hota
Dil diya hai, use samhaal kar rakhna
Sheeshe se bana hai patthar se door rakhna!
Aankho main aansoo ki tarha
Phoolon main khusboo ki tarha
Aap mere dil main base ho
Dil main dhadkan ki tarha!
Tu phool hai gulaab ka
Main ashiq tere shabaab ka
Teri tasveer mere dil main hai
Kya fayda tere nakaab ka!
Teri har ada mohabbat si lagti hai
Ek pal ki judai mudat si lagti hai
Pehley nahi tha socha ab sochtay hain
Zindagi ke har lamhey mein teri zaroorat si lagti hai
Ik Ada Aap Ki Dil Churaney Ki
Ik Ada Aap Ki Dil Main Bas Janey Ki
Ik Chehra Aap Ka Chand Sa
Ik Zid Humari Chand Ko Paney Ki!!!
Kisi Kamzoor Lamhey Me,
Agar Main Tum Say Ye Keh Doon,
Mujhey Tum Say "MOHABAAT" Hai,
Tum Ye Mat Samajh Lena Ke....!
Main Ney SACH Kaha Ho Ga,
Aisi Dil-Nasheen Baaton Ko
Aisi Dilbar Aadaon Me Kehna
Mujhey Bachpan Say Aata Hai,
Meri Aankhein, Mera Chehra,
Ye Sab Kuch JHOOT Kehta Hai, Mager,
Iss Jhoot Main Ek SACH Bhi Hai Ke......!
Mujhey Tum Say "MOHABBAT" Hai
Confused?? LOL!!
Aankh milatay darr lagta hai
Ishq kahin aur gehra na ho jaey
Kab se sambhala dil ko maine
Dil yeh kahin kho na jaey
Ishq buri hai cheez maine mana
Per nahi manay yeh dil deewana
Chot milay chahat main maine jana
Par hai barra mushkil dil ko samjhana
Pyar main doori na sahi jaey
Bekarari reh reh ke tarpaey
Yeh pyar kahan kab hota hai...
Jab na hona chahiye tab hi ho jata hai....Damn!!!
Tum nahi aate phir bhi rahta hai intazaar
Kabhi kabhi baith jati hoon kar ke shingaar
Ab aa bhi jao thor ke har ek deewaar
Sirf tum se aayegi meri iss zindagi main phir se bahaar...
Thursday, December 21, 2006
Wednesday, December 13, 2006
A Pair of Eyes
The relationship between 2 eyes:
They blink together, they move together, they cry together, they see things together, they even sleep together, yet they never see each other!
Poetry
Nadiyon se kinare chhut jate hai,
asman se tare tut jate hai,
zindagi ki rah me aksar aisa hota hai,
jinhe hum chhate hai,
wahi hum se ruth jata hai...
Itne karib aye ke dur ho gaye,
itane hanse ki rone ko majbur ho gaye,
ansuon ko apana mukaddar bana liya,
tanhaiyon ke shahar me ek ghar bana liya...
Khamosh se tum rehne lage ho,
Intezaar kisika karne lage ho,
Yakinan kisise hui hai mohabbat,
Bina baat ke hi muskurane lage ho…..
Sabhi ko sabhi kuch nahi milta,
nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
yeh dilwalon ki duniya hai ajeeb,
kisi se dil nahi milta to koi dilse nahi milta...
Muskaan tere hoton se kahin jaye na,
Aansu teri palkon pe kabhi aaye na,
Pura ho har khwab tera,
Jo pura ho na sake wo khwab kabhi aaye na...
Ye vaada hai tumse hamara,
tutega na yeh rishta hamara,
agar sanso ki dor toot gayi,
to lenge janam dobara,
dene ko sirf saath tumhara...
Na jaane mujh ko kya ho gaya hai,
Aur main yeh kya kar rahi hoon,
Jaanti hoon tu meri kismat mein nahi hai,
Phir bhi tujhe paane ki dua kar rahi hoon...
Yaad karte hain tumhe tanhai mein,
dil dooba hai soach ki gehrai mein,
hume math dhoondna duniya ki bheed mein,
hum milenge tumhe tumhari parchaai mein.......
asman se tare tut jate hai,
zindagi ki rah me aksar aisa hota hai,
jinhe hum chhate hai,
wahi hum se ruth jata hai...
Itne karib aye ke dur ho gaye,
itane hanse ki rone ko majbur ho gaye,
ansuon ko apana mukaddar bana liya,
tanhaiyon ke shahar me ek ghar bana liya...
Khamosh se tum rehne lage ho,
Intezaar kisika karne lage ho,
Yakinan kisise hui hai mohabbat,
Bina baat ke hi muskurane lage ho…..
Sabhi ko sabhi kuch nahi milta,
nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
yeh dilwalon ki duniya hai ajeeb,
kisi se dil nahi milta to koi dilse nahi milta...
Muskaan tere hoton se kahin jaye na,
Aansu teri palkon pe kabhi aaye na,
Pura ho har khwab tera,
Jo pura ho na sake wo khwab kabhi aaye na...
Ye vaada hai tumse hamara,
tutega na yeh rishta hamara,
agar sanso ki dor toot gayi,
to lenge janam dobara,
dene ko sirf saath tumhara...
Na jaane mujh ko kya ho gaya hai,
Aur main yeh kya kar rahi hoon,
Jaanti hoon tu meri kismat mein nahi hai,
Phir bhi tujhe paane ki dua kar rahi hoon...
Yaad karte hain tumhe tanhai mein,
dil dooba hai soach ki gehrai mein,
hume math dhoondna duniya ki bheed mein,
hum milenge tumhe tumhari parchaai mein.......
Poetry
Raat kya dhali sitaare chale gaye,
gairon se kya gila kare jab apne chale gaye,
jeet sakte the ishq ki baazi to hum bhi,
par unhe jitaane ke liye hum haarte chale gaye...
gairon se kya gila kare jab apne chale gaye,
jeet sakte the ishq ki baazi to hum bhi,
par unhe jitaane ke liye hum haarte chale gaye...
Poetry
Aap ko bhul jauun na mumkin si baat hai,
aap ko na ho yakeen yai aur baat hai,
jab tak rahengi saans tab tak rahegi yaad,
yeh saanse hi toot jaye to aur baat hai...
aap ko na ho yakeen yai aur baat hai,
jab tak rahengi saans tab tak rahegi yaad,
yeh saanse hi toot jaye to aur baat hai...
Poetry
Jab bhi aapko phool dena chaha,
kaanton ka guldasta thama dala,
par aapke pyar ka kya kehna,
aapne kaanton ko bhi phool bana dala...
kaanton ka guldasta thama dala,
par aapke pyar ka kya kehna,
aapne kaanton ko bhi phool bana dala...
Poetry
Aaye na tumha bhale yaad hamari,
Hum hamesha karenge fariyad tumhari,
Bewafa the tum,
Na kahenge kissise kabhi,
Kehenge ki shayad kami thi wafe me hamari...
Hum hamesha karenge fariyad tumhari,
Bewafa the tum,
Na kahenge kissise kabhi,
Kehenge ki shayad kami thi wafe me hamari...
Poetry
Badi mehnat se meri duniya lutai hogi,
meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi,
la tere pairon me marham laga du,
mere dil ko thokar marne me chot to ayi hogi..!!
meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi,
la tere pairon me marham laga du,
mere dil ko thokar marne me chot to ayi hogi..!!
Poetry
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehron se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata...
lehron se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata...
Poetry
Aankhon me ansu ko ubharne na diya,
mitti ke moti ko bikharne na diya,
jis raah me the tere kaadmon ke nishan,
uus raah se kisi aur ko guzarne na diya ...
mitti ke moti ko bikharne na diya,
jis raah me the tere kaadmon ke nishan,
uus raah se kisi aur ko guzarne na diya ...
Poetry
Tum chaand ho jisse saab yaad karte hain,
humari kismat to taroon jaisi hai,
hume yaad karna to dur,
log aapni khushi ke liya humare tutne tak ki fariyad karte hain...
humari kismat to taroon jaisi hai,
hume yaad karna to dur,
log aapni khushi ke liya humare tutne tak ki fariyad karte hain...
Poetry
Ikrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti,
dil ke jazbat ki awaz nai hoti,
ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan,
mohabbat lafzo ki mohtaz nai hoti...
dil ke jazbat ki awaz nai hoti,
ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan,
mohabbat lafzo ki mohtaz nai hoti...
Tuesday, December 12, 2006
Monday, December 11, 2006
More Poetry
Bhool janae ka honsla na hua,
dhoor rehkar bhi tu judaah na hua,
tujse milkae kisi se kya miltae hum,
koi tera jaisa doosra na hua...
Sau sau tareekon se yaad karke tumhe,
sau sau tareekon se bulate hain,
main jaanti hoon ki tum meri dosti kokabhi samajh nahi paaoge,
lekin phir bhi apne dil ko behlaate hain..
Aarzoo hai tujhe door se dekhne ki,
kareeb aana bhi nahi chaahte,
tujhe paane ki tamanna to nahi,
lekin tujhe khona bhi nahi chaahte...
Aansuon ko palkon pe laaya na kijiye..
dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye...
log mutthi mein namak liye firte hain...
apne har zakhm dikhaya na kijiye...
Tum tassali na do,
sirf baithe raho,
waqt kuch mere marne ka tal jaaega...
Humne manga tha saath unka,
woh judai ka gam de gaye,
hum unki yaadon ke sahare ji lete,
par woh bhool jaane ki kasam de gaye...
Jinki yaad mein hum dewane ho gaye,
wo hum hi se begaane ho gaye,
shayad unhe talash hai ab naye dost ki,
kyunki unki nazar me ab hum purane ho gaye...
Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye,
kyun ho hum se khafa ye bayaan to kijiye,
kar dijiye maaf gar ho gai hum se khata,
yun yaad na karke hame sazaa na dijiye...
Kisi se hame mohabbat ho gayee...
har saans me unki jaroorat ho gayeee...
jinke liye ham moum ki tarah pighal gaye...
Chaman ko chaman ki baharon ne loota,
sahil pe kashti ko kinaaron ne loota,
aap to ek hi kasam se darr gaye,
hume to aapki kasam deke hazaaron ne loota...

Kahne ko sab kuch hai,
magar kuch kami si hai,
lagta hai ke dhadkan thami si hai,
hamari mohabbat ko thukrane wale...zara aaina to dekh,
teri aankho mai bhi nami si hai...
Palkon ke kinare jo humne bhigoye nahi,
woh sochte hain hum kabhi roye hi nahi,
woh poochte hain khwabon mein kise dekhte ho,
unhe kya pata hum ek umra se soye hi nahi...
Ishq se guzrae hain aur aaj pohnchae hai iss mukaam pe,
ke nafrat si ho gayi hai kuch ishq ke naam se....
Dhadak tae dil ko sunkar bhi aapko pyar ki khabar nahi hoti,
kya mehsoos karengae aap dil ka dard,
dil ke tootnae ki toh awaaz bhi nahi hoti...
Poetry
Zindagi mein kabhi toh yaad karoge,
Mehfil mein nahi toh tanhai mein fariyaad karoge,
Humsa na mila na milega koi,
Kabhi toh apni kismat pe naaz karoge...
Poetry
Poetry
Kahan koi aisa mila jispar duniya luta dete,
Har ek ne dhokha diya kis kisko bhula dete...
Apne dil ka dard dil main hi daba kar rakha hai,
Agar karte bayan to mehfil ko rulaa dete...
Friday, December 8, 2006
Tere Ishq Mein
A moving song - it really hits the spot. The emotion in her voice (Rehka Bhardwaj) touches the soul. A piece that will be timeless.
Tere ishq mein...
Haaye tere ishq mein...
Tere ishq mein... haaye tere ishq mein...
Raakh se rookhi...
Koyele se kaali...
Raat kate na...
Hijraan waali...
Tere ishq mein...haaye tere ishq mein...
Raakh se rookhi...
Koyele se kaali...
Raat kate na...
Hijraan waali...
Tere ishq mein..haaye haaye...
Tere ishq mein...tere ishq mein...tere ishq mein...tere ishq mein...
Teri justjoo... karte rahe...
Marte rahe...
Tere ishq mein...
Tere roobaroo.. baithe huey...
Marte rahe...
Tere ishq mein...
Tere roobaroo...tere justajoo...
Tere ishq mein...haaye...tere ishq mein...
Baadal dhuney...mausam buney...
Sadiyaan gini...lamhe chuney...
Lamhe chuney...mausam buney...
Kuchh garm the...kuchh gunguney...
Tere ishq mein...baadal dhuney...mausam buney...tere ishq mein...
Tere ishq mein...haaye haaye...
Tere ishq mein...tere ishq mein...tere ishq mein...tere ishq mein..
.
Tere ishq mein...tannhaaiyyaan...tannhaaiyyaan...tere ishq mein...
Humnein bahot...behlaaiyyaan...tannhaaiyyaan...tere ishq mein...
Roosey kabhi...manvaiyaan...
Tanhaiyyaan...tere ishq mein...
Mujhe toh kar...koi din gaya...
Mujhe chhed kar...koi shab gayi...
Meine rakh li...saari...aahatein...
Kab aayi thi...shab kab gayi...
Tere ishq mein...kab din gaya...shab kab gayi...tere ishq mein...
Tere ishq mein...haaye ....haaye haaye...
Tere ishq mein...tere ishq mein...tere ishq mein...tere ishq mein...
Raakh se rookhi...
Koyele se kaali...
Raat kate na...
Hijraan waali...
Dil sufi yeh thaa...
Hum chal diye...jahaan le chalaa...tere ishq mein...
Hum chal diye...
Tere ishq mein......haaaye...tere ishq mein...
Subscribe to:
Comments (Atom)






























